Nusrat Fateh Ali Khan Lyrics
"Mast Nazron Se"

4.5 / 5
44 reviewers
Do you like this song?
(click stars to rate)
save!
my lyricsbox
Koi dil mein liye armaan chala jaata hai
Koi khoye huay ausaar chala jaata hai

Husn walon se yeh keh do ke na niklein bahir
Dekhne walon ka eimaan chala jaata hai

Mast nazron se Allah bachaye
Mahjamalon se Allah bachaye

Mast nazron se Allah bachaye
Mahjamalon se Allah bachaye

Har bala sar pe aa jaye lekin
Husn walon se Allah bachaye

Vocals...

In ki maasoomiyat par na jaana
In ke dhoke mein har giz na aana

Loot lete hain yeh muskura kar
In ki chalon se Allah bachaye

In ki maasoomiyat par na jaana
In ke dhoke mein har giz na aana

Loot lete hain yeh muskura kar
In ki chalon se Allah bachaye

Vocals...

(Chorus)
Loot lete hain yeh muskura kar
In ki chalon se Allah bachaye

Loot lete hain
Ye loot lete hain
Ye loot lete hain
Ye loot lete hain
Ye loot lete hain
Ye loot lete hain

Vocals...

Jalakrukhi dikha kar, muskura kar loot lete hain
Nigao se nigao ko mila kar loot lete hain

Ye atchi pardadaadi hain, ye atchi dilnawazi hain
Hasa kar loot lete hain, rula kar loot lete hain

Ye loot lete hain
Ye loot lete hain

Vocals...

Ye loot lete hain
Ye loot lete hain

Husn waale wafa nahi karte
Ishq waale dagha nahi karte

Zulm karna to inki aadat hain
Ye kisi ka bhala nahi karte

Ye loot lete hain
Ye loot lete hain

Vocals...

Ye loot lete hain
Ye loot lete hain

Amir is raaste se jo guzrte hain woh kehte hain
"Muhalla hain haseeno ka, ke ????? ki basti hain..."

Ye loot lete hain
Ye loot lete hain

Loot lete hain yeh muskura kar
In ki chalon se Allah bachaye

In ki fitrat mein hain be-wafaai
Jaanti hain ye saari khudaaee

Atche-atcho ko dete hain dhoka
Bhole-bhalo se Allah bachaye

Vocals...

Atche-atcho ko dete hain dhoka
Bhole-bhalo se Allah bachaye

Mast nazron se Allah bachaye
Mahjamalon se Allah bachaye