Lata Mangeshkar Lyrics
"Shaher Mein Charcha Hai"

/ 5
0 reviewers
Do you like this song?
(click stars to rate)
save!
my lyricsbox
shaher mein charcha hai - 2
yeh duniya kehti hain
shaher mein charcha hai
yeh duniya kehti hain
gali mein meri ek ladki kanwari rehti hai
kahi tu (wahi toh nahi) - 3 ha ha
bolo
shaher mein charcha hai - 2
zamana kehta hain
shaher mein charcha hai
zamana kehta hain
gali mein meri ek mera deewana rehta hai
kahi tu (wahi toh nahi) - 3
bolo

sun ri kamla ek jatt amla
much na dadi ghoda gaadi
leke aaya ho aaya dil ghabraya
main sharmaai raam duhaai
meri neendiya tuti jo dekha yeh sapana
chhupata hain kyun surat saaf dikha chehra apana
kahi tu (wahi toh nahi) - 3 ho

dekh o banke yeh khat padhke
kisne likha hai ismein likha hai
teri deewani deewani main diljaani - 2
band ke baaja leke aaja
dikha du yeh tujhko isse pehchaane toh
mujhe shak hota hai tujhape bura na maane toh
kahi tu (wahi toh nahi) - 3
hoi hoi bol na

sajha hai mandap saamne tere
aa chal lele hum bhi phere
o mudd ja jatta ho jatta chhod duppatta - 2
aur toh ho par yeh nahi hoga
yahi ho jaaye na yeh hote dekha hain
mere haathon mein yeh jiske lagan ki rekha hain
kahi tu (wahi toh nahi) - 3 ho
bol
shaher mein charcha hai
zamana kehta hain
gali mein meri ek mera deewana rehta hai
kahi tu wahi toh nahi - 3
wahi toh nahi - 2 ha ha
bolo