Lata Mangeshkar Lyrics
"Sanam Bewafa"

3.8 / 5
4 reviewers
Do you like this song?
(click stars to rate)
save!
my lyricsbox
tune dil mera toda kahi ka na choda - 2
sanam bewafa wo sanam bewafa - 2

janeman meri ja main nahi bewafa - 2
meri wafapar na sahamat laga
main nahi bewafa - 4

kaisa dard diya hai jina mushkil kiya hai
dil mein rehke dil se kaisa badala liya hai
pyar se nata toda sawan mein rota choda
sanam bewafa wo sanam bewafa - 2

(tere ras bhare hoton ki kasam
wafa ka chalan nahi chodenge hum) - 2
khayalon me bhi ye nahi sochana
ki wakis nahi tere dard se hum
jisane kiya humko juda milaye ga humko wo khuda
main nahi bewafa - 2

tune dil mera toda kahi ka na choda
sanam bewafa wo sanam bewafa

mere hal par ro rahi hai khudai - 2
kahi jayena bairi teri judai
lambi nahi hai judai ki rate
barasengi phir pyar ki barasate
karata hai puri sabaki khuda
nikalati hai jo bhi dil se dua
(main nahi bewafa - 2
sanam bewafa wo sanam bewafa) - 2
main nahi bewafa - 2