Jubin Nautiyal feat. Shashwat Sachdev Lyrics
"Meri Jaan"

/ 5
0 reviewers
Do you like this song?
(click stars to rate)
save!
my lyricsbox
Tu mila toh chup hai zubaan
Tu mila toh chup hai zubaan
kahu mai kya magne ko kya reh gaya
Ab tak jo jiya, tha jiya bewajah
hai wajah ab teri haan
Meri jaan, meri jaan
Jaaniya, meri Jaan
Meri jaan, meri jaan
Jaaniya, meri Jaan

Sab keh dena hi behtar tha
Par kaise bolu ye darr tha
Mai takta raha tujhe chup rehkar
Tujhe chup rehkar mai takta raha
Hothon ke kinare se tumne
Khudse kaha phir haan
Meri jaan, meri jaan
Jaaniya, meri Jaan
Meri jaan, meri jaan
Jaaniya, meri Jaan

Barsan laagi badriyaan
room jhoom ke
Barsan laagi badriyaan
room jhoom ke

Meri jaan, Meri jaan
Janiya, meri jaan