Haroon Lyrics
"Nahin Hai Ye Pyaar"

4.3 / 5
32 reviewers
Do you like this song?
(click stars to rate)
save!
my lyricsbox
wada koi pura nahin
yehi wafa hai kiya
sachon mein tum rehti ho tum
yehi saza hai kiya

nahin hai yeh pyaar jana
nahin hai yeh pyaar jana

chehra haseen
likin teri jhooti hain yeh ankhain
kehti ho kuch kerti ho kuch
kaisay tumhain chahain

nahin hai yeh pyaar jana
nahin hai yeh pyaar jana

dharkan yeh janain
teri hi manay
mein ne tumhain
apna hi jana
samajhti ho tum
mujh ko deewana

nahin hai yeh pyaar jana
nahin hai yeh pyaar jana

i shouldnt know better
i shouldnt know better

nazrain kahin dil hai kahin
bantay ho beganay
sab kuch hai per
kuch bhi nahin
tanha hain yeh rahain
dharkan yeh janain
teri hi manay
mein ne tumhain
apna hi jana
samajhti ho tum
mujh ko deewana

nahin hai yeh pyaar jana
nahin hai yeh pyaar jana
nahin hai yeh pyaar jana
nahin hai yeh pyaar jana
nahin hai yeh pyaar jana
nahin hai yeh pyaar jana