Lata Mangeshkar Lyrics
"Unhe Kho Kar Dukhi Dil Ki Dua Se"

4.3 / 5
3 reviewers
Do you like this song?
(click stars to rate)
save!
my lyricsbox
unhe khokar dukhi dil ki dua se aur kya maanguun
main hairaan hoon ki aaj apani vafa se aur kya maanguun

girahbaan chaak hai, aankhon mein aansu
lab pe aahe hain- 2
yahi kaafi hai, duniya ki hava se aur maanguun
unhe khokar

meri barbaadiyon ki daastaan, un tak pahunch jaae
siva isake mohabbat ke kuda se aur kya maanguun
unhe khokar