Lata Mangeshkar Lyrics
"Aa Gayi Bahaar, Aa Gayi"

5.0 / 5
1 reviewers
Do you like this song?
(click stars to rate)
save!
my lyricsbox
(a gayi bahaar, aa gayi
man ki kali musakaai
nas nas mein jaaga pyaar, jaaga pyaar)- 2

aankhon ne kya, man se kaha
ang ang jhuum raha
hone laga hai khumaar, jaaga pyaar
man ki kali musakaai
nas nas mein jaaga pyaar

viraha ke din bit gaye
gaale gaale git naye
bajane lage hain taar, jaaga pyaar
aa gayi bahaar, aa gayi
man ki kali musakaai
nas nas mein jaaga pyaar, jaaga pyaar

aankhon ne kya, man se kaha
ang ang jhuum raha
chaane laga hai khumaar, jaaga pyaar
man ki kali musakaai
nas nas mein jaaga pyaar